Pakistan Shayari
Pakistan Shayari is all about poetry on pakistan. Poetry on pakistan is mostly read in all over the world. We have got some nice Pakistan Poetry for you to read.Nisar main teri galliyon kay aey wattan..
Pakistan Shayari
Nisar main teri galliyon kay aey wattan,Ke jahan chali hai rasm ke koi na sar utha k chalay…
…
Bas itni bat par sab ehl-e mehfil ho gay barhaum
Pakistan Shayari
Bas itni bat par sab ehl-e mehfil ho gay barhaumke tery nam ke hamra mera nam kuin aya
…
Mere mehboob watan tujh pe ho agar jaan ye nisaar
Pakistan Shayari
Mere mehboob watan tujh pe ho agar jaan ye nisaarTo mein smjhoun ga Thikany lga Sermaya-e-tan
…
Mein apni sarzameen per maut dekhoon
Pakistan Shayari
Mere liye itna kaafi hai ke,Mein apni sarzameen per maut dekhoon,
Aur yahin dafan hoon,
Aur is miti mein pighal kar phel jaaon,
Phir phool ki tarah zameen se bahar nikloon,
Mere des ke bache is ke sath khelein,
Mere liye itna hi kaafi hai
Ke mein apne watan ki gaud mein rahoon,
Is tarah jese muthi bhar gard,
Bahaar ki ghaas ki tarah,
Aik phool ki maanin…
(Gaud:Lap)(Gard:Dust)(Sarzameen:Land)(Ghaas:Grass)
…
Faqt Pehluu Badalny Sy
Pakistan Shayari
Faqt Pehluu Badalny SyRafaqat Kam Nhi Hoti
Mgr Phir Bhi Na Milne Ki
Aziyat Kam Nho Hoti
Jahan Koi Bichar Jaye
Wahin Per Uski Manzil Hy
Kisi k Saath Chalny Sy
Musafat Kam Nhi Hoti
Humare Dushmano Me
Chahne Wale Bhi Shamil Hyn
So Hum Jis Haal Main Bhi Hon
Mohabbat KamNahi Hoti
…
We update our poetry database on daily basis so keep coming back for more Pakistan Shayari.